Saturday 16 June 2012




chaman se kon chala ye khamoshain le kar
kali kali tarap uthi he siskiyan le kar


kafan mera na hatao zamana dekh na le
main soo gaya hoon kisi ki nishaniyan le kar



tamasha dekh rahe the jo dobne k mare
meri talash main nikle hain kashtiyan le kar


jo raat din mere marne ki dua karte the
aaj wohi ro rahe hain hichkiyan le kar

No comments:

Post a Comment